Wednesday, August 13, 2008



Namaste dosto!

aaj aap aajaadi ki 61th varshganth mana rahe hai !

lekin kya aap jaante hain ki jin logon ne desh ki aajaadi ke liye apne pran nyochhawar kiye the unka sapnaa kya tha?

un logon ne ye chaha tha ki mere apne desh me meri sarkaar hogi mere apne log honge jo shasan karenge apna sanwidhaan hoga !

lekin aaj sarkar bhi apnee hai log bhi apne hi shasan kar rahe hain to kya sanvidhan bhi apna hi hai ya kisi aur ka?

is swal ka main nahi ye saara desh jawab chahta hai lekin koi apnee jabaan nahi khol raha hai

to aao utho apnee awaaj buland karo aaj mauka hai kuchh kar gujrane ka

namaste dosto!